Skip to main content

Allama Iqbal's motivational poetry in English & Roman English, Gulzar poetry on COVID-19 in Roman English..

ALLAMA IQBAL'S POETRY

πŸ‘‰ Manzil se aage badh kar Manzil talash kar,
Miljaye tujh ko darya toh samandar talash kar.

πŸ‘‰ Har shisha toot jaata hai pathar ki chout se,
Pathar hi toot jaaye wo shisha talash kar.

πŸ‘‰ Sajdon se Tere Kya huwa sadiyan guzar gayi,
Duniya Teri badal de wo sajda talash kar.

πŸ‘‰ Imaan tera loot Gaya rehzan ke haaton se,
Imaan tera bachale wo rehbar talash kar.

πŸ‘‰ Har shaksa jal Raha h aadawat ki aag mei,
Is aag ko bujha de wo paani talash kar.

πŸ‘‰ Kare sawaar oont ( camel ) pe apne gulam ko,
Paidal hi chale Jo wo aaqa talash kar.

(English) Translation.

πŸ‘‰Search for the destination after the destination,

If you find a river search for a sea.

πŸ‘‰Every glass breaks when injured by a stone, 

Search for a mirror that breaks a stone itself.

πŸ‘‰What has happened from your prostrations, centuries have passed,

Find the prostration that changes your life.

πŸ‘‰Your faith was stolen by a robber on foot,

Search for a leader who will save your faith.

πŸ‘‰Every person is burning in the fire of oppositions,

Search for the water that distinguishes that fire

πŸ‘‰Has his slave ride on hisown camel,

Searchfor a master that walkes on foot himself.


GULZAAR's POETRY ON COVID-19.

πŸ‘‰ Bewaja gharse nikalne ki zaroorat Kya hai,

πŸ‘‰ Maut se aakhein milane ki zaroorat Kya hai,

πŸ‘‰ Sabko malum hai Bahar ki Hawa qatil hai,

πŸ‘‰ Yun hi qatil se ulajhane ki zaroorat Kya hai,

πŸ‘‰ Ek naimat hai Zindagi use sambhal ke rakh,

πŸ‘‰ Qabrastan ko sajane ki zaroorat Kya hai,

πŸ‘‰ Dil ke behlane ko ghar Mei hi wajah kaafi hai,

πŸ‘‰ Yunhi galiyon Mei bhatakne ki zaroorat Kya hai.

Comments